Kabhi Aisa Lagta Hai (Kabhi Aisa Lagta Hai) Guitar Chords


Lucky Ali Guitar Chords for the song 'Kabhi Aisa Lagta Hai' from the album 'Kabhi Aisa Lagta Hai' released in 2004.

Standard Tuning
No Capo

(G) Kabhi aisa lagta hai, (C) Dil mein ek raaz hai
(G) Jise Kehna Chahoon par (Am) main keh paaoon na
(G) aakhon hee aakhon mein (C) keh jaati hai jo yeh
(G) Khamoshiyon ki yeh (Am) kaisi zubaan
(G) Maine (C) suna jo na (G) usne  (C) kaha kya
(G) Aisa hee (D) hota hai (Am) pyaar
(G) Mere  (C) Khuda Mujhe (G) Itna (C) bata kya
(G) Aisa hee (D) hota hai (Am) pyaar

na na na na na .......
na na na na na .......

Aisa lagta hai anjani pyas hai
par simti hoton mein woh reh paye na
kaisa ehsaas hai koi to paas hai
Yeh dooriyan hai phir kaisi yahan

Mehaki lagey mujhe sari fiza kya
aisa hee hota hai pyar
Mere Khuda Mujhe Itna bata kya
aisa hee hota hai pyar

Yeh sach hai chahat pey kabhi kisi ka bhi zor nahi
Dilbar ki yadon ko bandhey aisi koi dor nahi

Sab kuch wahi, par lagta nahi kya
Aisa hi hota hai pyaar
Mere Khuda Mujhe Itna bata kya
Aisa hi hota hai pyar

Kabhi aisa lagta hai, Dil mein ek raaz hai
Jise Kehna Chahoon par main keh paaoon na
aakhon hee aakhon mein keh jaati hai jo yeh
Khamoshiyon ki yeh kaisi zubaan

Maine suna jo na usne kaha kya aisa hee hota hai pyar
Mere Khuda Mujhe Itna bata kya aisa hee hota hai pyar

Ek pal jo mil jaye dil ko chala jaye duur kahin
Duniya mein is Dil ke jaisa koi majboor nahin

Maine suna pyar karta jahan pyar aisa hi hota hai pyar
Mere Khuda Mujhe Itna bata kya aisa hee hota hai pyar

na na na na na na na ........
hhhmmmm hhhmmm hhhhmmmm hhhhhhmmmmm .............